Thursday, 31 January 2013

Advice Poetry


Advice Poetry
By: Muhammad Sajjad Khan

Suno!!!!.
Pathr Nai Hona!!!!
Hwa Ki Jo B Mrzi Ho
Muqadar Jo B Kuch Chahy
Zmeen Pe Char Su Ranj-O-Alm Ki Barshen Brsen,
Tmhary Lab Pe Bikhry Sary Naghmy Nohey Bn Jayen,
Safr Ki Dhool Bn Jayen,
Koi Taara Na Jugnu Ho Andhera He Andhera Ho,
Sbi Sapny Bikhr Jayen,
Sbi Lehjy Badl Jayen,
Meri Yadon Sy Ik Pal B Kbi Ghafil Nai Hoña,
Suno Pthr Nai Hona!!!!
Suno Pthr Nai Hona!!!!.

Advice Poetry


Advice Poetry
By: Muhammad Sajjad Khan


Suno!!! Ae Chand C Larki 
Abhi Tum Titlyan Pakro 

Ya Phir Maasoom C Ankhon Say 
Dhairon Khawab Dekho Tum 
Faraz-O-Faiz O Mohsin Ki 
Kitaabyn Mt Abhi Parhna 

Ye Sab Lafzon K Shaair Hain 
Tumhain Uljha K Rakh Dayn Gay 
 
Tumhain Maloom Hi Kab Hai 
Muhabbat K Libaaday Mai 
Hawas Aur Hirs Hoti Hai 

Wo Wehshi Jin Ki Ankhon Me 
Machaltay Piaar K Peechay 
Hawas Aur Hirs Hoti Hai

Shikwa Ghazal


Sad Poetry
By:Muhammad Sajjad Khan

Mana K Tere Dil Main Koi Or Makeen Hay


Tu Phr B Mera Gham Hy Aqida Hy Yaqeen Hay


Ye Aainey Tujhko Teri Khaber Dy Na Payen Gey


Aa Dekh Meri Aankh Sy Tu Kitna Haseen Hay


Main Jaber K Sajdoon Sy Kahin Toot Na Jaon


Pather K Khudao Meri Sheeshey Ki Jabeen Hay


Palko Se Trasha Tha Kbhi Hum Ny Jo Heera


Mat Poch Ab Wo Kis Ki Anguthi Ka Nageen Hay


Maana K Tery Dil Main Koi Or Makeen Hay

Tu Phir B Mera Gham Hay Aqeeda Hay Yaqeen Hay

Emotional Poetry


Hamen Tum Bhool Jao Gy Maloom Hy Lekin,

By: Muhammad Sajjad Khan

 

 

Hamen Tum Bhool Jao gy Maloom Hy Lekin

 

Palat Kar Jab Bhi Aao gy Mohabbat Muntazir Hogi,

 

Kabi Bhooly Se Hi Mujh Ko Agar Tum Yaad Kar Betho,

 

Meri Tasbeeh Tilawat Or Ibadat Muntazir Hogi,

 

Falak K Paar Ja Utro Samandar Paar Ja Thehro,

 

Kisi K Dasht-e-Chahat ki Imamat Muntazir Hogi,

 

Hamari Aarzoo Jo Hy Tumhari Dastras Me Hy,

 

Milo Na Tum Milo Lekin Mohabbat Muntazir Hogi.


Romentic Poetry

Tum,TUM se HUM bn jao gy
By: Muhammad Sajjad Khan


Jab raat ky tanha daman mein
Tum chand ko madham pao gay

Jab khud sy batain karty karty
Tum door kahin kho jao gay

Jab dil ki baat chupanay ko
Tum hum sy nazar churao gay

Hum tum sy muhabat krtay hain
Her baar ye kehna chaho gay

In sab lamhon mein jaan lena
Tum,TUM se HUM bn jao gy

Sad Poetry



Abi Kal Ki Baat Hy
By: Muhammad Sajjad Khan

Abi Kal Ki Baat Hy
Kitna Tha Hum Se Pyar

Abi Kal Ki Bat Hy
Khwab o Khyal Me B

Na Tha Khizan Ka Gumaan
Aai Thi Ek Bahaar

Abi Kal Ki Baat Hy
Ek Be-kasi Me Koi

Ab Pochta Nahi
Kitna Tha Soog-war

Abi Kal Ki Baat Hy
Majboor Hon

Bhula Nahi Skta Teri Yaad
Tha DIL Py Kitna Ikhtiyar

Abi Kal Ki Baat Hy
Ab Baat Tak Krna

Gawara Nahi Krty
Jo Krty Thy jan Nisar
Abi Kal Ki Baat Hy

Wednesday, 30 January 2013

Sad Peotry


Sad Peotry
By: Muhammad Sajjad Khan 



Aaj kuch waqt k liye paas mere

"kaash tum aajate"

Boht tanha hoon main aaj

"kaash tum aajate"

Kabhi khud ko itna kamzor na hone diya meine

Per aaj bikhar gaye hain hum

"kaash tum aajate"

Tum hi se milta hai hosla har pal mujhe

Chahiye aaj bahon ka sahara

"kaash tum aajate"

Barson se jee rahe hain bin tere

Aaj nahi guzar raha ek bhi pal

"Kaash tum aajate"

Waqt ki raftaar bhi jaise tham si gayi hai

Tham na jaye meri saans

"Kaash tum aajate" 

Sad Poetry


Sad Poetry
By: Muhammad Sajjad Khan



Aaj kuch waqt k liye paas mere

"kaash tum aajate"

Boht tanha hoon main aaj

"kaash tum aajate"

Kabhi khud ko itna kamzor na hone diya meine

Per aaj bikhar gaye hain hum

"kaash tum aajate"

Tum hi se milta hai hosla har pal mujhe

Chahiye aaj bahon ka sahara

"kaash tum aajate"

Barson se jee rahe hain bin tere

Aaj nahi guzar raha ek bhi pal

"Kaash tum aajate"

Waqt ki raftaar bhi jaise tham si gayi hai

Tham na jaye meri saans

"Kaash tum aajate" 

Sad Peotry


Sad Peotry
By: Muhammad Sajjad Khan

Har sans k sath mujhe socha karo ge TUM,

Apne hi aks main mujhe dhonda karo ge TUM,

Jab yaad aaye gi TUM ko WAFA meri,

Phir har shakhs ko chahat se dekha karo ge TUM,

Aaj meri tanhayi par hans rahe ho jo,

Mujh se bichar k issi baat par roya karo ge TUM,

Phir kese mere khayal se daman churao ge,

Jab meri tarha kisi ko chaha karo ge TUM,

Mere hote howe mera naam bholne walE,

Mere baad mere naam se sab ko pukara karo ge. 
DUA AUR DIL M YAD KRNA  OK J

Love Poetry


Love Poetry
By: Muhammd Sajjad Khan 

"KAHO TO LOUT JATEY HAIN"

Abhi To Baat Lamhon Tak Hai Sadiyon Tak Nahi Aai
Abhi Muskan Ki Nobat Bhi Honton Tak Nahi Aai
Abhi Tak Koi Majboori Khayalon Tak Nahi Aai
Abhi To Gard Pairon Tak Hai Baalon Tak Nahi Aai,


"KAHO TO LOUT JATEY HAIN"

Tumhara Sath Gar Mil Jaye To 
Zamane Se Ulajhna Baat Hi Kaya Hai

Agar Tum Chorr Do Mujh Ko
Meri Auqat Hi Kaya Hai

Mere Baarey Main Na Socho
Tum Apni Baat Batlao

Kaho To Chalty Rehty hein


"KAHO TO LOUT JATEY HAIN"

Islamic Poetry


Islam Poetry 
By: Muhammad Sajjad Khan 

Wohi "RUB"azawajal  hy jo Subha neend se Jagata hy!
us Insaan ko jo sara din ALLAH taala ki na farmaniyan karta hy,
gunah pe gunah karta hai
kabhi dhokha,
kabhi jhoot,
kabhi sood,
kabhi kuch 
kabhi kuch!
Or Jub Raat hoti hy to sula deta hy Or aisay sulata hy Jaisay sara din 1 bhi na farmani na ki ho.
Hala......

Tuesday, 22 January 2013

Romentic Poetry

 وه سمندر اور میں ایک کنارہ ہوں 

Post By: Muhammad Sajjad Khan
Woh Samandar or main ik kinara hun


Ghalzal: Meri Chahat Ka Sar-e-aam to Charcha Na Karo
Posted By: Muhammad Sajjad Khan


Meri chahat ka sar-e-aam to charcha na karo
Gham to pehle bi hai or to ruswa na  kro


Baat choti si afsana bana deti hai
Tum kitaboon pe mera nam likha na kro


Dil ko bechain sa karti hain tumhari ankhain
Raat ko dair talak mujh ko socha na kro

Monday, 21 January 2013

Poet: Allama Iqbal
By: Muhammad Sajjad Khan


Zindgi kuch or shy he, ilam kuch or shy ha
Zindgi Sozz jighar ha, ilam he sozz dimmagh

Ilam Main Dolat bi he, Qudrat bi he, Lazzat bi
ik Mushkil he keh hath ata nahi apna suragh

ehly danish aam hain, kamjab hain ahly danish
kya tajub ha, kay khali reh gya tera eyagh

Sunday, 20 January 2013

Jawab Shikwa Shaohar
Answer of Shikwa Shaohar



Shikwa Shaohar
Shikwa Husband


Aaj tak oss ki muhabbat ka nasha

Aaj tak oss ki muhabbat ka nasha, tari hai              

Phool baqi naheen, khushboo ka safar jari hai

Sehar lagta hai pasine mein nahaya hoa jism

Yeh ajab neend mein dobi hoi bedari hai